यहाँ ठोकर देने वाला हैर पत्थर नही होता
क्यूं ज़िंदगी की मुश्क़िलो से हारे बैठे हो
इसके बिना कोई मंज़िल, कोई सफ़र नही होता
कोई तेरे साथ नही है तो भी ग़म ना कर
ख़ुद से बढ़ कर कोई दुनिया में हमसफ़र नही होता
- Nitin K
http://nitinkblog.blogspot.com/
Saturday, October 24, 2009
WHAT IS LOVE ? LOVE IS BLIND.........
Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain …
milna itifaak tha bicharna naseeb tha
wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha
hum usko dekhne k liye taraste he rahe
jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha
Mere dil ki kitab ko padhna kabhi,
Sapno me aake mujh se milna kabhi
Maine duniya sazai hai tere liye,
Meri nazro ki ummed ban’na kabhi
Bahut dur hai sitaro se roshan jahan,
Jra humkadam banke mere sath chalna kabhi
Bahut najuk seene mai DIL hai mera,
Tum andaj mohabbat banke dha’rkna kabhi
***********************************
Aapko Mil k jamana hua sa lagta he,
Aapse abhi juda hue sadiyo sa lagta he
Accha hua jo chod diya aapne humko,
bacha liya khud ko, accha lagta he
Khush raho aap jahan me rab se yahi gujarish he,
Kabhi na mile gham aapko yehi choti khwahish he
Aabad rahe ashiyana aapka, bahle chahe hum ne apna jalaya he,
Jal gaye aapki khusi ke liye aur phir khud ko bhulaya he
Barbad to the hi hum aap ne hume aaj bataya he,
Fakir ki koi kimat nahi hoti ye ehsas dilaya he
************************************
Kitni raatein beet gayi,
Kitne din beet gaye,
Bas beeta nahi to yaadon ka woh pal,
Woh guzra hua kal,
Beeti nahi to bas aankhon ki nami,
Aur mere jeevan mein teri kami,
Beeta nahi to yeh dard ka samaa,
Jo tu mujh ko de gaya,
Aati nahi to labon pe hansi,
Tere gham ki yaad rula gayi,
Na jaane tu kaisi saughaat de gaya,
Dard-o-gham to mere daman se jod gaya,
Ab to andhera hi achcha lagta hai,
Tamanna-e-roshni maar gayi,
Kitni raat beet gayi,
Kitne din beet gaye,
Humari aankhein mein to ashq bhare hi reh gaye.
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain …
milna itifaak tha bicharna naseeb tha
wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha
hum usko dekhne k liye taraste he rahe
jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha
Mere dil ki kitab ko padhna kabhi,
Sapno me aake mujh se milna kabhi
Maine duniya sazai hai tere liye,
Meri nazro ki ummed ban’na kabhi
Bahut dur hai sitaro se roshan jahan,
Jra humkadam banke mere sath chalna kabhi
Bahut najuk seene mai DIL hai mera,
Tum andaj mohabbat banke dha’rkna kabhi
***********************************
Aapko Mil k jamana hua sa lagta he,
Aapse abhi juda hue sadiyo sa lagta he
Accha hua jo chod diya aapne humko,
bacha liya khud ko, accha lagta he
Khush raho aap jahan me rab se yahi gujarish he,
Kabhi na mile gham aapko yehi choti khwahish he
Aabad rahe ashiyana aapka, bahle chahe hum ne apna jalaya he,
Jal gaye aapki khusi ke liye aur phir khud ko bhulaya he
Barbad to the hi hum aap ne hume aaj bataya he,
Fakir ki koi kimat nahi hoti ye ehsas dilaya he
************************************
Kitni raatein beet gayi,
Kitne din beet gaye,
Bas beeta nahi to yaadon ka woh pal,
Woh guzra hua kal,
Beeti nahi to bas aankhon ki nami,
Aur mere jeevan mein teri kami,
Beeta nahi to yeh dard ka samaa,
Jo tu mujh ko de gaya,
Aati nahi to labon pe hansi,
Tere gham ki yaad rula gayi,
Na jaane tu kaisi saughaat de gaya,
Dard-o-gham to mere daman se jod gaya,
Ab to andhera hi achcha lagta hai,
Tamanna-e-roshni maar gayi,
Kitni raat beet gayi,
Kitne din beet gaye,
Humari aankhein mein to ashq bhare hi reh gaye.
Labels:
Poetry / Poems
Friday, October 23, 2009
Tuesday, October 6, 2009
Did you know ? Shift Happens!!!
Shift Happens
View more presentations from Jeff Brenman.
Labels:
Information